Public Point: The Dual Face Human In The World

The Dual Face Human In The World


Is Dunia maen hr shakhs ne apni zindagi men boht see ajeeb o ghareeb cheezen dekhi hon gee jis ko dakh kr wo bht herat zada b h0ua ho ga or un ko dakh kar heran be hua ho ga. Dunia maen boht sey aisy ajooby hain jo insan ki soch say balatar hotay hain ky ye kia cheez ha jis ko dakh kr insani aqal dang reh jati hy. Insan ye sochny par mjbur ho jata hy ky is ko banany waly ki kia hi baat ho gi kiun k ALLAH hi sb chizon ka bnany wala hy. Aisa hee aik ajeeb o ghreeb insan jo ky dunia ky ajoobon maen shumar kia jana chahye tha. Aik aisa shakhs jis ky 2 face hain. Gee han London men aik aisa insan Mojud hay jis ka aik face nahi balky 2 face hain. Yeh shakhs dunia ka wahid insan hay jis ka aik face to baki insano jesa hay or is k ilawa us sar kay pichy be aik face hay. Ye shakhs ki kahani pori dunia maen famous ho choki hay or ye shakkhs apny is ajooby ki wja se tng hay. Is shakhs ka pichla hisa bazahir to dikhny men ata hay magr ye us ka kahna hay k ye shetani face hay jo ky bol nahi sakta magr just face expression deta hay. Ye face us ko boht tang karta hay raat ko soty huy awazen nikalta hay or sakoon sey sony be nahi deta. Is shkhs nay bataya k jab main pareshani maen hota hon to ye face meri preshani py muskrata hy. Yeh shetani chehra aty jaty logon ko be tang karta hay jis ki waja se ye shakhs had say ziada preshan hy. Is shakhs ne apny face or zindgi se tang aa kr khud kushi kr li hy or aik note chora hay k mere marny k bad is face ko meri body se alag kr dia jay ta k main qabar men is kay shar se mehfooz reh sakun. or ye keh kr wo shakhs is dunia se chla gya.

No comments:

Post a Comment

Search This Blog